Forum Replies Created

Viewing 20 posts - 21 through 40 (of 476 total)
  • Author
    Posts
  • in reply to: Antakshari with any word from the song…… #52123
    mynah
    Participant

    Gham hai kyoon, har khushi kam hai kyoon, yeh bata
    Har ghadi aankh bhi nam hai kyoon, yeh bata
    Tune kis jurm ki paayi yeh saza, ho
    Dard se dil ka sangam hai kyoon, yeh bata
    Tune kis jurm ki paayi yeh saza, ho
    Tujhpe jo sitam hua, dusron ka paap tha
    Is mein dosh hai tera kya
    Jis pe zulm ho gaya, usko hi mile saza
    Kis kitaab mein hai likha
    Tu kyoon odhe sar par ilzaamon ki chaadar
    Jab ke hai tu hi nirdosh yahan, yeh bata

    in reply to: write a song then pick a word for the nxt person.. #20005
    mynah
    Participant

    Ishq hansaata hai, ishq rulaata hai
    Ishq deewaana yahan sab ko banaata hai

    Kisi ki yaad rehti hai, kisi ka khayaal hota hai
    Ishq mein aksar logon ko bura haal hota hai

    nxt: bas ek

    in reply to: Simple Antakshri #19075
    mynah
    Participant

    Zara Sa Jhoom Loon Main
    Arre Na Re Na Re Na
    Zara Sa Ghoom Loon Main
    Arre Na Re Na Re Na
    Aa Tujhe Choom Loon Main
    Arre Na Re Na Baba Na
    Main Chali
    Banke Hawa
    Rabba Mere
    Mainu Bacha

    nxt: A

    in reply to: ANTAKSHARI: Names (noun) #65023
    mynah
    Participant

    Navin Nischol

    in reply to: ANTAKSHARI: OLD SONGS ONLY!! #54223
    mynah
    Participant

    hai apanaa dil to aavaaraa, na jaane kis pe aayegaa

    hasiinon ne bulaayaa, gale se bhii lagaayaa
    bahut samajhaayaa, yahii na samajhaa
    bahut bholaa hai bechaaraa, na jaane kis pe aayega

    in reply to: write a song then pick a word for the nxt person.. #20001
    mynah
    Participant

    aasamaaNvaale terii duniyaa se jii ghabaraa gayaa
    chaar din kii chaaNdanii men Gam kaa baadal chhaa gayaa
    aasamaaNvaale terii duniyaa se jii ghabaraa gayaa

    nxt: husnvaale

    in reply to: ANTAKSHARI: OLD SONGS ONLY!! #54219
    mynah
    Participant

    raat suhaani jhoome jawaani

    dil hai dewaana hai tere liye

    in reply to: antakshri abc #22563
    mynah
    Participant

    Elaan

    in reply to: ANTAKSHARI: Names (noun) #65018
    mynah
    Participant

    Indrani Mukharjee

    in reply to: Pick and actor or actress and sing a song #15532
    mynah
    Participant

    Ba ba batao na, humse chupaona
    Kaise shuru yeh kahani hui
    Ja ja ja jaona, humko sunao na
    Kaise tamana deewani hui

    in reply to: ANTAKSHARI! (once again!) #16254
    mynah
    Participant

    Ishq hai kya kuch nahin hai mohabbat
    Kal kuch nahin, bas yahi hai haqeeqat
    Nazrein churaana na, yun dil jalaana na – 2
    Aa mere nazdeek aa – 2
    Love me, love me just for the day – 4

    in reply to: Simple Antakshri #19071
    mynah
    Participant

    tere bina jina nahi jina nahi saathiya – 2
    aye hasina nazneena tu hain kaha
    tere bina jina nahi jina nahi saathiya – 2
    aye hasina nazneena tu hain kaha
    tere bina jina nahi jina nahi saathiya – 2

    mehki fizayen thandi hawaaye tujhko bula rahi hain
    chahat mein teri kaliya chaman ki raahein saja rahi hain
    jaane jaana kutch batana tu hain kaha
    tere bina jina nahi jina nahi saathiya – 2
    aye hasina nazneena tu hain kaha

    nxt: U

    in reply to: Antakshari with any word from the song…… #52117
    mynah
    Participant

    aankho aankhon mein hum tum ho gaye deewaane
    baaton baaton mein dekho, ban gaye afasaane

    in reply to: antakshri abc #22561
    mynah
    Participant

    Naya daur

    in reply to: ANTAKSHARI! (once again!) #16251
    mynah
    Participant

    aaye dil jaani cheechi vaala chhalla saanu de ja nishaani
    aankhon mein kaajal maathe pe paseena kitani pyaari hai meri haseena
    chori chori dekhe tujhe har haseena mar jaaoongi jo kisi ne tujhe chheena
    aankhon mein kaajal

    in reply to: Antakshari with any word from the song…… #52112
    mynah
    Participant

    aage bhi jaane na tuu, piiche bhi jaane na tuu

    jo bhi hai bas yahi ek pal hai

    in reply to: Pick and actor or actress and sing a song #15529
    mynah
    Participant

    yeh saajish hain boondon ki koi khwaahish hain chup chup si
    dekho na dekho na
    dekho na dekho na
    hawa kuchh haule haule zubaan se kya kuchh bole
    kyon duuri hain ab darmayaan
    dekho na dekho na
    dekho na dekho na

    in reply to: ANTAKSHARI: OLD SONGS ONLY!! #54217
    mynah
    Participant

    gunii jano re bhakt jano -2
    harii naam se naataa re joDo bhaaii maayaa se muNh moDon re
    jagat naaraayaN kii jay jay bolo bolo
    nagad naaraayaN ko chhoDo re

    'R'

    in reply to: Chain Chain #62036
    mynah
    Participant

    Karishma K/Nana Patekar

    E-Chaand Mere Dil Ke Aankhon Ki Taare Tu Kyon Hai
    Maddham Maddham Maddham Maddham
    Neendiya Ke Badle Aankhon Mein Aason Tujhko Saathi Kaisa Gham
    E-Chaand Mere Dil Ke Aankhon Ki Taare Tu Kyon Hai
    Suna Tera Mukaddar Hai Suna Tera Mukaddar Hai Ja Aasman Pe Tera Ghar Hai
    Tanhayi Teri Humsafar Hai Bas Aakhri Tera Safar Hai

    in reply to: Simple Antakshri #19060
    mynah
    Participant

    India Se Main Aayaa Hoon Deevaanaa Dil Laayaa Hoon
    India Se Main Aayaa Hoon Deevaanaa Dil Laayaa Hoon
    He Thodaa Saa Mujhko Qaraar Chaahiye
    Mujhko Zamaane Kaa Pyaar Chaahiye

    nxt: J

Viewing 20 posts - 21 through 40 (of 476 total)