#12334
Baqtiar
Participant

huzoor aapka bhi ahtraam karta chaloon
idhar say guzra tha soncha salaam karta chaloon

yeh mere khabon ki duniya nahin sahi lekin
ab aa gaya hoon to do din qyaam karta chaloon

Jaanta hoon ap log ko Saharey ki Zaroorat nahi hai mein Sirf Saath deney aaya hoon

B A K H T I Y A R Wink [;)]