Rafta Rafta hole hole
dil ko churaya tumne, dil ko to pata bhi na chala
chori chori chupke chupke, jadoo jagaya tumne
dil ko to pata bhi chala
kabhi ha kabhi naa hum karte rahe
chupke aahe bhi bharte rahe
dekhate dekhate ye kya ho gaya
Raaton main ab tera sapna mujhko aata hai
ek angdai ek bechaini deke jaata hai
teri aankhon ka main deeawana hoon
tere hothon ka main paimana hu
tu ye jaane na rafta rafta hole hole
dil ko churaya tumnee
dil ko to pata bhi na chala
Iss pehlu main iss daaman main mujhko rehna hai
dard judaai ka ek pal bhi ab na sehna hai
meri yaadon main jaane ja tu hai
meri saanson main teri khusboo hai
tu hai meri jaan rafta rafta hole hole
dil ko churaya tumne dil ko to pata bhi na chala
chori chori chupke chupke jaadu chalaya tumne
dil koto pata bhi na chala
“S”