#54459
p u r n i m a
Participant

mujhape ilzaam-e-bewafaai hai
ai muhabbat teri duhaai hai
mujhape ilzaam-e-bewafaai hai

usane thaani hai zulm dhaane ki
mujh men himmat hai gham uthaane ki
khush ho, ai dil! tujhe mitaane ki, mitaane ki
aaj usane qasam to khaai hai
ai muhabbat teri duhaai hai
mujhape ilzaam-e-bewafaai hai………

H..