--MALE-- Du du du du du du du, ho Shaam savere teri yaadein aati hai Aake dil ko mere yun tadpaati hai O sanam mohabbat ki kasam Du du du du du du du, ho Milke bichhadna to dastoor ho gaya Yaadon mein teri majboor ho gaya O sanam teri yaadon ki kasam Du du du du du du du, ho Samjhe zamaana ke dil hai khilona Jaana hai ab kya hai dil ka lagaana Nazaron se ab na humko giraana Mar bhi gaye to bhool na jaana Aankhon mein basi ho par door ho kahin Dil ke kareeb ho yeh mujhko hai yakeen O sanam tere pyaar ki kasam Du du du du du du du, ho - 2
Added by
Mukesh
WRITE A COMMENT
WRITE A COMMENT

No comments yet