--FEMALE-- (Mere khwaabon mein jo aaye Aake mujhe chhed jaaye) - 2 Usse kaho kabhi saamne to aaye Mere khwaabon mein jo aaye Aake mujhe chhed jaaye Usse kaho kabhi saamne to aaye Mere khwaabon mein jo aaye Kaisa hai, kaun hai woh, jaane kahan hai Ho, kaisa hai, kaun hai woh, jaane kahan hai Jiske liye mere honton pe haan hai Apna hai ya begaana hai woh Sach hai ya koi afsaan hai woh Dekhe ghoor ghoor ke yunhi door door se Usse kaho meri neend naa churaaye Mere khwaabon mein jo aaye Aake mujhe chhed jaaye Usse kaho kabhi saamne to aaye Mere khwaabon mein jo aaye Jaadu sa jaise koi chalne laga hai Ho, jaadu sa jaise koi chalne laga hai Main kya karoon, dil machalne laga hai Tera deewana hoon, kehta hai woh Chhup chhupke phir kyoon rehta hai woh Kar baitha bhool woh, le aaya phool woh Usse kaho jaaye chaand leke aaye (Mere khwaabon mein jo aaye Aake mujhe chhed jaaye) - 2 Usse kaho kabhi saamne to aaye La la, la la la la laa la - 2
Added by
Mukesh
WRITE A COMMENT
WRITE A COMMENT

No comments yet