--FEMALE-- (Chhalka chhalka re kalsi ka paani Chhalka chhalka re, o aankh na maani) - 2 Maiya boli jaana nahin, bhaiya voh bhi maana nahin Baabul bole bas ek din kal ka chhalka Gudda bole jaana nahin, guddi bole jaana nahin Sakhi bole bas ek din kal ka chhalka (Chhalka chhalka re kalsi ka paani Chhalka chhalka re, o aankh na maani) - 2 Bole bole pairon se chali, chali re Baabu teri chhoti thi gali, aa Geete mere peechhe reh gaye, reh gaye Paakhiyon ke peechhe reh gaye Gaiyya meri pyaasi reh gayi, reh gayi Reh gayi, reh gayi, reh gayi Tulsi baani baati reh gayi, reh gayi Chulha main jalaati reh gayi Chhalka chhalka re kalsi ka paani Chhalka chhalka re, o aankh na maani Maiya boli jaana nahin, bhaiya voh bhi maana nahin Baabul bole bas ek din kal ka chhalka Kaaga bole jaana nahin, jogi bole jaana nahin Karkha bole ek din aur kal ka chhalka Baabula chhoda tera anganaara Anganaara anganaara haan chhoda tera anganaara - 3 Anganaara anganaara, chhoda tera anganaara Chhoda tera anganaara Ab ke jo ghar aayegi, aayegi Heere waala chhalla laiya Godi mein khilaaye sakhiyaan Godi mein khilaaye sakhiyaan, sakhiyaan Nanha munna lalla laaiyo Ab ke jo saawan aayega Ab ke, ab ke ab ke ab ke Dusri bidaai dolegi, dolegi Piya ki judaai bolegi (Chhalka chhalka re kalsi ka paani Chhalka chhalka re, o aankh na maani) - 2
Added by
Mukesh
WRITE A COMMENT
WRITE A COMMENT

No comments yet