--MALE-- Jo Majnu the voh chale gaye Jo Ranjha the voh chale gaye --FEMALE-- Jo Majnu the voh chale gaye Jo Ranjha the voh chale gaye --MALE-- Voh ishq hai na pyaar hai Voh dil hai na dildaar hai Tu dost hai na yaar hai Yeh teri mohabbat beimaan mohabbat - 2 Jo Majnu the voh chale gaye Jo Ranjha the voh chale gaye Un deewaanon ka naam na lo Un parwaanon ka naam na lo Voh ishq hai na pyaar hai Voh dil hai na dildaar hai Voh ishq hai na pyaar hai Yeh teri mohabbat beimaan mohabbat - 2 Ab kahan sharm-o-haya, ab kahan bholi ada --FEMALE-- Sar se parda hata sab hua bemaza Na voh rasmein rahi, na voh kasmein rahi --MALE-- Aane waali hai ab qayaamat Jo Laila thi voh chali gayi Jo Heer thi voh chali gayi Arre Ramkali ka naam na lo Anarkali ka naam na lo --FEMALE-- Voh ishq hai na pyaar hai Voh dil hai na dildaar hai Voh ishq hai na pyaar hai Yeh teri mohabbat --MALE-- Beimaan mohabbat Yeh teri mohabbat beimaan mohabbat What to say, when to say, why to say, how to say Majnu ko laao, to Laila ko bhi laao Romeo ko laao, Juliet ko bhi laao Soni ko laao, Mahiwaal ko laao Paaro ko laao, Devdas ko laao Laao to laao, kis kisko laao haaye mohabbat Aashiqui bas naam ki, yeh khushi kis kaam ki --FEMALE-- Koi dil tod de raah mein chhod de Ek bharosa kare duja dhoka kare --MALE-- Aankhon mein hai jhoothi chaahat Jo Devdas the chale gaye Jo log khaas the chale gaye Tum Bulleshah ka naam na lo Arre Ramta ka bhi naam na lo Voh ishq hai na pyaar hai Voh dil hai na dildaar hai Voh ishq hai na pyaar hai Yeh teri mohabbat beimaan mohabbat Beimaan, woah woah woah, mohabbat
Added by
Mukesh
WRITE A COMMENT
WRITE A COMMENT

No comments yet