LYRIC


--MALE--
Zindagi kya baat hai, zindagi kya baat hai - 2
Zindagi khola samandar jis mein doobi kashtiyaan
Zindagi veeraan banjar jisse uth gayi bastiyaan
O, zindagi khola samandar jis mein doobi kashtiyaan
Zindagi veeraan banjar jisse uth gayi bastiyaan
Jisko kehte ho janam voh maut ki shuruaat ho
Zindagi kya baat hai, zindagi kya baat hai - 2
(Itna na maayus ban tu, kar zara zindaadili
Kyoon nahin dikhti tu hai voh khopr par khilti kali) - 2
Jisko kehte ho andhera din ki voh shuraat hai
Zindagi kya baat hai, zindagi kya baat hai - 2

Added by

Mukesh

SHARE

Your email address will not be published.

ADVERTISEMENT

VIDEO

No Video Found

ADVERTISEMENTs