--MALE-- Hey yeh fizaayein, hey sun lo gaaye Zindagi hai haseen aur jawaan --FEMALE-- Har lamha hai meherbaan, har pal hai khushi Paa hi gaya yeh kaarvaan manzil pyaar ki --MALE-- Din jo suhaane hain to dil deewaane hain - 2 --FEMALE-- Din jo suhaane hain to dil deewaane hain --MALE-- Hey yeh fizaayein, hey sun lo gaaye --FEMALE-- Geeton ka mausam hai, khwaabon ka aalam hai Ab hosh kam kam hai haan --MALE-- Jeevan ki raahon mein tum ho nigaahon mein Baahein hain baahon mein haan --FEMALE-- Har dil deewaana hai ab yeh jaana Kyoon hai haseen yeh sama --MALE-- Har lamha hai meherbaan, har pal hai khushi Paa hi gaya yeh kaarvaan manzil pyaar ki --FEMALE-- Din jo suhaane hain to dil deewaane hain --MALE-- Din jo suhaane hain to dil deewaane hain --FEMALE-- Din jo suhaane hain to dil deewaane hain --MALE-- Hey yeh fizaayein, hey sun lo gaaye --FEMALE-- Sab din sunehre hain, sab nashe gehre hain Pyaare sab chehre hain haan --MALE-- Ab halke halke se rang hai chhalke se Aanchal hai dhalke se haan --FEMALE-- Jo dilkashi hai, jo taazgi hai Kaise karoon main bayaan --MALE-- Hey yeh fizaayein, hey sun lo gaaye Zindagi hai haseen aur jawaan --FEMALE-- Oh har lamha hai meherbaan, har pal hai khushi Paa hi gaya yeh kaarvaan manzil pyaar ki --BOTH-- Din jo suhaane hain to dil deewaane hain - 2 --MALE-- Din jo suhaane hain to dil deewaane hain - 2 --FEMALE-- (La la la la la la, la la la la la la)
See More Lyrics from movie Main Hoon Na
