--MALE-- Hey hey hey hey hey hey, aa ha ha ha ha ha, hm hm hm hm hm hm (Kabhi mujhko hasaaye, kabhi mujhko rulaaye Mujhe kitna sataati hai) - 2 Voh ladki bahut yaad aati hai - 4 --FEMALE-- Mere sapnon mein aaye, mere dil ko churaaye Mujhe kitna sataata hai Voh ladka bahut yaad aata hai - 4 --MALE-- (Dekha use jab pehli baar, ban gaya deewaana main yaar Karke anjaana ikraar, le gayi dil ka chain qaraar) - 2 Thodi si ghabraayi thi, thodi si sharmaayi thi Kitna pyaara mukhda hai, voh to chaand ka tukda hai Jaane kahan chhup jaati hai Voh ladki bahut yaad aati hai - 4 --FEMALE-- (Main to uspe marti hoon, duniya se nahin darrti hoon Naam se uske sanwarti hoon, pal pal aahein bharti hoon) - 2 Maana ke majboori hai, chaahat abhi adhoori hai Bas kuch din ki doori hai, milna bahut zaroori hai Kya kya dard jagaata hai Voh ladka bahut yaad aata hai - 4 --MALE-- Kabhi mujhko hasaaye, kabhi mujhko rulaaye Mujhe kitna sataati hai --FEMALE-- Mere sapnon mein aaye, mere dil ko churaaye Mujhe kitna sataata hai Voh ladka bahut yaad aata hai - 2 --MALE-- Voh ladki bahut yaad aati hai - 2
See More Lyrics from movie Qayamat
