--FEMALE-- Thoda thoda sone ka rang, thodi thodi chaandi ki chamak - 2 Thoda kaliyon ka ras jab milaaya gaya (milaaya gaya) Tab yeh mera badan jaaneman banaaya gaya (banaaya gaya) Thoda thoda sone ka rang, thodi thodi chaandi ki chamak Koi mujhsa yahan khoobsurat nahin Mujhe gehno ki koi zaroorat nahin Ho, chaand ki chaandni bhi maddham lage Koi bhi ho mere saamne kam lage Thoda thoda maheka gulaab, thodi thodi chhalki sharaab Thoda kaliyon ka ras jab milaaya gaya Tab yeh mera badan jaaneman banaaya gaya Jo mujhe dekh le dekhta hi rahe Mere baare mein voh sochta hi rahe Ho aa mujhe apni baahon mein bhar le sanam Pyaar tu mujhse jee bharke kar le sanam --MALE-- Thoda thoda thoda hijaab, thodi thodi masti shabaab Thoda kaliyon ka ras jab milaaya gaya (milaaya gaya) Tab yeh tera badan jaaneman banaaya gaya (banaaya gaya) Thoda thoda sone ka rang, thodi thodi chaandi ki chamak --FEMALE-- Thoda thoda --MALE-- Sone ka rang --FEMALE-- Thodi thodi --MALE-- Chaandi ki chamak --FEMALE-- Thoda --MALE-- Thoda --FEMALE-- Thodi --MALE-- Thodi
See More Lyrics from movie Ek Aur Ek Gyarah
