LYRIC


--FEMALE--
La la la, la la la la, la la la la
Tere naam humne kiya hai jeevan apna saara sanam
Ho, jeevan apna saara sanam
Tere naam, tere naam
Tere naam humne kiya hai jeevan apna saara sanam
Ho, jeevan apna saara sanam
Pyaar bahut karte hai tumse, ishq hai tu hamaara sanam
Ho, ishq hai tu hamaara sanam
La la la, la la la, la la la la
La la la la la, la la la la la
La la la la la la la la la, la la la
La la la la la la la la la la
Neendon mein aankhon mein pyaase khwaabon mein
Tu hi tu hai yaara maheki saanson mein
Har bechaini reh rehke yeh kehti hai
Har dhadkan mein teri chaahat rehti hai
Tere bina, tere bina
Tere bina na mumkin hai zindagi ka guzaara sanam
Ho, zindagi ka guzaara sanam
Doori hai majboori hai tanhaai hai
Teri yaad hamein kis mod pe laayi hai
Apni to manzil hai teri raahon mein
Jeena marna hai ab teri baahon mein
Tere liye, tere liye
Tere liye is duniya ka har sitam hai gawaara sanam
Ho, har sitam hai gawaara sanam
Tere naam humne kiya hai jeevan apna saara sanam
Ho, jeevan apna saara sanam
Tere naam

Added by

Mukesh

SHARE

Your email address will not be published.

ADVERTISEMENT

VIDEO

No Video Found

ADVERTISEMENTs