LYRIC

--MALE--
Oh oh oh oh, oh oh oh oh, oh oh oh oh - 2
Saraswati, yeh tera ghar hai mera ghar
Nahin nahin, yeh tera ghar hai mera ghar
Kisne ghar yeh diya diya hai
Kisne kabzaa kiya kiya
Aisa kaise hua hua hai
Sab kuch tujhko pataa pataa
(Main bhi jaanoon, tu bhi jaane, jaane jaana
Phir bhi tu na meri maane, jaane jaana) - 2
(Saraswati, yeh tera ghar hai mera ghar
Nahin nahin, yeh tera ghar hai mera ghar) - 2 

Kaise yeh bhole bhaale andar se kaale hai
Humne to saap jaise ghar hi mein paale hai
Din raat yeh to humko daste hi rehte hai
Phir bhi sherif yeh to apne ko kehte hai
(Main bhi jaanoon, tu bhi jaane, jaane jaana
Phir bhi tu na meri maane, jaane jaana) - 2
(Saraswati, yeh tera ghar hai mera ghar
Nahin nahin, yeh tera ghar hai mera ghar) - 2 

Jispe bharosa kijiye, dhoka voh deta hai
Jaagir hum jaiso ki voh daab leta hai
Daiyya dikhaane waale thokar hi khaate hai
Seedhe ko duniya waale ullu banaate hai
(Main bhi jaanoon, tu bhi jaane, jaane jaana
Phir bhi tu na meri maane, jaane jaana) - 2
(Saraswati, yeh tera ghar hai mera ghar
Nahin nahin, yeh tera ghar hai mera ghar) - 2
Kisne ghar yeh diya diya hai
Kisne kabzaa kiya kiya
Aisa kaise hua hua hai
Sab kuch tujhko pataa pataa
(Main bhi jaanoon, tu bhi jaane, jaane jaana
Phir bhi tu na meri maane, jaane jaana) - 2
(Saraswati, yeh tera ghar hai mera ghar
Nahin nahin, yeh tera ghar hai mera ghar) - 2
Oh oh oh oh, oh oh oh oh, oh oh oh oh - 4

Added by

Mukesh

SHARE

Your email address will not be published.

ADVERTISEMENT

VIDEO

No Video Found

ADVERTISEMENTs