LYRIC

--MALE--
Humne tumse, tumne hamaara rishta joda gham se
Ek vafa ke siva kaunsi khata hui thi humse
Kabhi bandhan juda liya, kabhi daaman chhuda liya
Kabhi bandhan juda liya, kabhi daaman chhuda liya - 2
O saathi re
Kaisa sila diya yeh vafa ka kaisa sila diya - 2
Tere vaade, voh iraade - 2
O saathi re
Sab kuch bhoola diya yeh vafa ka kaisa sila diya - 2
Baat kuch samajh na aayi, kami kya hum mein paayi
Ek tarfa yeh mohabbat humi ne sirf nibhaayi
Jaam chaahat ka dekar zaher nafrat ka pila diya - 2
Zaher nafrat ka pila diya

Umr bhar so na sakenge, kisi ke ho na sakenge
Ajnabi tum ho jaao, gair hum ho na sakenge
Kisi begaane ki khaatir tumne apnon ko bhoola diya - 2
Tumne apnon ko bhoola diya, haan apnon ko bhoola diya

Ab mujhe jeena nahin sanam, yeh zaher peena nahin sanam - 2
Janam janmon ka naata chand lamhon mein mita diya - 2
Chand lamhon mein mita diya

--CHORUS--
Kaisa sila diya yeh vafa ka kaisa sila diya

--MALE--
O mitwa re, o mitwa re, o mitwa re, o mitwa re

--CHORUS--
(Kaisa sila diya yeh vafa ka kaisa sila diya - 3)

English Translation of Hindi Lyric

Words:

--MALE--
Humne tumse, tumne hamaara rishta joda gham se
I have (to you), you have fixed our relationship with pain
Ek vafa ke siva kaunsi khata hui thi humse
Besides faithfulness, what mistake have I committed?
Kabhi bandhan juda liya, kabhi daaman chhuda liya
Sometimes our bond united, sometimes we lost our grasps

Kabhi bandhan juda liya, kabhi daaman chhuda liya - 2
Sometimes our bond joined, sometimes we lost our grasps
O saathi re
Oh companion
Kaisa sila diya yeh vafa ka kaisa sila diya - 2
What kind of repayment did you give for this faithfulness?
Tere vaade, voh iraade - 2
Your promises, those intentions
O saathi re
Oh companion
Sab kuch bhoola diya yeh vafa ka kaisa sila diya - 2
You forgot it all, what repayment did you give for this faithfulness?

Baat kuch samajh na aayi, kami kya hum mein paayi
I don't understand this, what did you find lacking in me?
Ek tarfa yeh mohabbat humi ne sirf nibhaayi
On one side this love only I have kept alive
Jaam chaahat ka dekar zaher nafrat ka pila diya - 2
Giving me the glass of love, you made me drink hate's poison
Zaher nafrat ka pila diya
You made me drink hate's poison
Tere vaade, voh iraade - 2
Your promises, those intentions
O saathi re
Oh companion
Sab kuch bhoola diya yeh vafa ka kaisa sila diya - 2
You forgot it all, what repayment did you give for this faithfulness?

Umr bhar so na sakenge, kisi ke ho na sakenge
For life I won't be able to sleep, I won't be able to be anyone else's
Ajnabi tum ho jaao, gair hum ho na sakenge
You become a stranger, I will not be able to become a stranger
Kisi begaane ki khaatir tumne apnon ko bhoola diya - 2
For some stranger you have forgotten your own
Tumne apnon ko bhoola diya, haan apnon ko bhoola diya
You have forgotten your own, yes you have forgotten your own
Tere vaade, voh iraade - 2
Your promises, those intentions
O saathi re
Oh companion
Sab kuch bhoola diya yeh vafa ka kaisa sila diya - 2
You forgot it all, what repayment did you give for this faithfulness?

Ab mujhe jeena nahin sanam, yeh zaher peena nahin sanam - 2
Now I don't want to live sweetheart, I don't want to drink this poison
Janam janmon ka naata chand lamhon mein mita diya - 2
A bond of many births, in just a moment was destroyed
Chand lamhon mein mita diya
In just a moment was destroyed
Tere vaade, voh iraade - 2
Your promises, those intentions
O saathi re
Oh companion
Sab kuch bhoola diya yeh vafa ka kaisa sila diya - 2
You forgot it all, what repayment did you give for this faithfulness?
Kabhi bandhan juda liya, kabhi daaman chhuda liya - 2
Sometimes our bond joined, sometimes we lost our grasps
O saathi re
Oh companion
Kaisa sila diya yeh vafa ka kaisa sila diya - 2
What kind of repayment did you give for this faithfulness?

--CHORUS--
Kaisa sila diya yeh vafa ka kaisa sila diya
What kind of repayment did you give for this faithfulness?

--MALE--
O mitwa re, o mitwa re, o mitwa re, o mitwa re
Oh lover, oh lover, oh lover, oh lover

--CHORUS--
(Kaisa sila diya yeh vafa ka kaisa sila diya - 3)
What kind of repayment did you give for this faithfulness?

Added by

Mukesh

SHARE

Your email address will not be published.

ADVERTISEMENT

VIDEO

No Video Found

ADVERTISEMENTs