--MALE-- Jab jab choodi khanke re Jab jab paayal chhanke re Jab jab saawan barse re Oye, bole bole, bole bole, Bole bole bole, hai jiya! --FEMALE-- Piya piya o piya piya, piya piya o piya - 2 Subha shaam kare mera jiya, jiya jiya jiya jiya Piya piya o piya piya, piya piya o piya - 2 Na jaane kyoon dil dhadke Ghadi ghadi yeh kyoon tadpe O bedardi, tune isko dard yeh kaisa diya! Piya piya o piya piya, piya piya o piya - 2 Neend ud jaati hai, haan, chain bhi khota hai Tanha tanhaai mein, haan, jaane kya hota hai Rang khil jaata hai, aankh jhuk jaati hai Aaina dekhoon to sharm si aati hai Betaabi deke mujhko kyoon hosh yeh mera liya! Piya piya o piya piya, piya piya o piya - 2 Jab kisi ladke se, haan, ladki koi milti hai Mere dil mein chaahat ki, haan, chandni khilti hai Jab kisi ke ghar mein dholki bajti hai Jab kisi ki doli phoolon se sajti hai Meri bhi deewani dhadkan karne lage iya iya! Piya piya o piya piya, piya piya o piya - 2 Subha shaam kare mera jiya, jiya jiya jiya jiya Piya piya o piya piya, piya piya o piya - 2 Na jaane kyoon dil dhadke Ghadi ghadi yeh kyoon tadpe O bedardi, tune isko dard yeh kaisa diya! Piya piya o piya piya, piya piya o piya - 4
See More Lyrics from movie Har Dil Jo Pyaar Karega
