--MALE-- Doston, aaj college ka aakhri din hai Aur aane waali zindagi ke liye Sabhi ne kuch na kuch soch rakha hai Lekin maine apne liye kuch nahin socha hai No really I mean it Aur aaj, aaj mujhe baar baar ek hi khayaal aa raha hai (Papa kehte hain bada naam karega Beta hamaara aisa kaam karega Magar yeh to koi na jaane Ke meri manzil hai kahan) - 2 Papa kehte hain bada naam karega (Baithe hain milke sab yaar apne Sab ke dilon mein armaan yeh hai) - 2 Voh zindagi mein kal kya banega Har ek nazar ka sapna yeh hai Koi engineer ka kaam karega Business mein koi apna naam karega Magar yeh to koi na jaane Ke meri manzil hai kahan Papa kehte hain bada naam karega (Mera to sapna hai ek chehra Dekhe jo usko jhoome bahaar) - 2 Gaalon mein khilti kaliyon ka mausam Aankhon mein jaadu, honton mein pyaar Banda yeh khoobsurat kaam karega Dil ki duniya mein apna naam karega Meri nazar se dekho to yaaron Ke meri manzil hai kahan Papa kehte hain bada naam karega
See More Lyrics from movie Qayamat Se Qayamat Tak
