--FEMALE 1-- Nikamma kiya is dil ne Is dil ne kiya hai nikamma Aashiqui chaahta hai, zindagi ujaadta hai O, aashiqui chaahta hai, zindagi ujaadta hai Roke ruke na kabhi yeh Kisi ki kahan maanta hai, maanta hai, maanta hai --FEMALE 2-- Yaadon mein khoya rehta hai Vaadon mein dooba rehta hai Mushkilein paida karta hai Bada badnaam karta hai (Nikamma kiya is dil ne Is dil ne kiya hai nikamma) - 2 Aashiqui chaahta hai, zindagi ujaadta hai O, aashiqui chaahta hai, zindagi ujaadta hai Roke ruke na kabhi yeh Kisi ki kahan maanta hai --MALE-- (Maanta hai) --FEMALE 2-- Maanta hai --MALE-- O, nikamma kiya is dil ne Is dil ne kiya hai nikamma Nikamma kiya is dil ne Is dil ne kiya hai nikamma Aashiqui chaahta hai, zindagi ujaadta hai O, aashiqui chaahta hai, zindagi ujaadta hai Roke ruke na kabhi yeh Kisi ki kahan maanta hai --FEMALE 2-- (Maanta hai) --MALE-- Maanta hai --FEMALE 2-- O, nikamma kiya is dil ne Is dil ne kiya hai nikamma --MALE-- I love your eyes, I love your neck I love your smile, I love your face Magar kya kare, bahut problem hai yaar --FEMALE 2-- Khaamkha aankh mein aansu laaye Aur kabhi chaahte bhi barsaaye Jeene ko haraam karke marna seekhaata hai yeh Qayaamat laata hai Nikamma kiya is dil ne Is dil ne kiya hai nikamma --MALE-- Aashiqui chaahta hai, zindagi ujaadta hai O, aashiqui chaahta hai, zindagi ujaadta hai --FEMALE 2-- Roke ruke na kabhi yeh Kisi ki kahan maanta hai --MALE-- (Maanta hai) --FEMALE 2-- Maanta hai --MALE-- O, nikamma kiya is dil ne Is dil ne kiya hai nikamma I love your lips, I love your hair I love your legs, I love your cheeks But, forget it Dhadkanein karti hai kaisa halla Kya kahe tumse hum khullam khulla Dooriyaan nazdeekiyaan bhi gum ho jaati hai Sab kuch mitaata hai Nikamma kiya is dil ne Is dil ne kiya hai nikamma --FEMALE 2-- Aashiqui chaahta hai, zindagi ujaadta hai O, aashiqui chaahta hai, zindagi ujaadta hai --MALE-- Roke ruke na kabhi yeh Kisi ki kahan maanta hai --FEMALE 2-- (Maanta hai) --MALE-- Maanta hai --FEMALE 2-- O, nikamma kiya is dil ne Is dil ne kiya hai nikamma I love your touch, I love your voice I love your style, I love your heart --MALE-- Hey eh eh eh eh eh eh eh eh Eh eh eh eh eh eh eh eh eh - 2
See More Lyrics from movie Kya Dil Ne Kaha
