More Saiyyan Bhaye Song Lyrics


--FEMALE--
More saiyyan bhaye kotwaal, bhaye kotwaal
Ho more saiyyan bhaye kotwaal, ab darr kaahe ka - 2
Voh karenge meri dekhbhaal, ab darr kaahe ka
Ab main saari nagariya ki hoon rani
Main karoon chaahe jitni bhi manmaani
Kaun hai, kaun hai
Kaun hai jo karega sawaal, ab darr kaahe ka
More saiyyan, o more saiyyan
More saiyyan bhaye kotwaal, ab darr kaahe ka
(Kaam hunter ka loongi najariya se
Muft saamaan loongi bajariya se) -2
Jo bhi chaahoon manga loongi thaane mein
Kiski himmat kare der laane mein
Raat din, raat din
Raat din main karoongi dhamaal, ab darr kaahe ka
More saiyyan, o more saiyyan
More saiyyan bhaye kotwaal, ab darr kaahe ka
(Jo bhi aayega najraana laayega
Phir bhi dekhoongi to kaanp jaayega) - 2
Mere nakhre uthaayenge saawariya
Ghoomoongi leke sarkaari motariya
Main lutaaoongi, main lutaaoongi
Main lutaaoongi sarkaari maal, ab darr kaahe ka
More saiyyan, more saiyyan
More saiyyan bhaye kotwaal, ab darr kaahe ka
Voh karenge meri dekhbhaal, ab darr kaahe ka
Ab main saari nagariya ki hoon rani
Main karoon chaahe jitni bhi manmaani
Kaun hai, kaun hai
Kaun hai jo karega sawaal, ab darr kaahe ka
More saiyyan, more saiyyan
More saiyyan bhaye kotwaal, ab darr kaahe ka
More saiyyan bhaye kotwaal, bhaye kotwaal

See More Lyrics from movie


Note: BollywoodLyrics.com tries its very best to ensure accuracy of the Hindi lyrics on this page, however there may be mistakes and/or incomplete lyrics. Please contact us or add a comment below to let us know (it would also be nice if you can provide the corrected Hindi lyrics).

Leave an Opinion