--MALE 1-- (Hum dono hai alag alag, hum dono judaa judaa Ek duje se kabhi kabhi rehte hai hum khafa khafa) - 2 --MALE 2-- Ladki dekhi munh se seeti baje haath se taali - 2 Saala aila usma aiga pori aali aali --MALE 1-- Main khiladi tu anari --MALE 2-- Main anari tu khiladi Gaal gulaabi, nain sharaabi, hosh uda le jaaye Uff ladki hai ya hai qayaamat dil se nikle haaye Sote jagte ladki dekhoon, dil dhak dhak dhak dhadke Dekho phadke aankh meri tan mein shola sa bhadke --MALE 1-- Ladki ladki karte karte ho na jaaye deewane Aisa na ho jaaye ke hum khud ko hi na pehchaane --MALE 2-- Vaar mera jab bhi hota hai kabhi na jaaye khaali Har taale ki rakhta hoon main apni jeb mein chaabi Ladki dekhi munh se seeti baje haath se taali - 2 Saala aila usma aiga pori aali aali --MALE 1-- Main khiladi tu anari --MALE 2-- Main anari tu khiladi --MALE 3-- Chaahe Ghadwaal ki ho, ya Nainitaal ki ho Chaahe Punjab ki ho ya phir Bangaal ki ho Lovely haseen koi bheed se dhoondenge - 2 Not permanent, temporary dhoondenge re --MALE 1-- Neeli chhatri waale ke bhi mann mein khoob samaayi Kya socha jo usne ladki jaisi cheez banaayi Chikni chikni dekhke soorat dil yeh fisla jaata Ladki nahin banaata to bolo rab ka kya jaata --MALE 2-- Tauba tauba inke jalwe inki ada niraali Dil karta hai jhoomke dil mein rakh loon ek dilwaali --MALE 1-- Kisi ek ka haath pakadke bana usse gharwaali Har din tera bane dashera, raat bane diwaali --MALE 2-- Ladki dekhi munh se seeti baje haath se taali - 2 Saala aila usma aiga pori aali aali --MALE 1-- Main khiladi tu anari --MALE 2-- Main anari tu khiladi --MALE 1-- Hum dono hai alag alag, hum dono judaa judaa Ek duje se kabhi kabhi rehte hai hum khafa khafa --MALE 2-- Ladki dekhi munh se seeti baje haath se taali - 2 Saala aila usma aiga pori aali aali --MALE 1-- Main khiladi tu anari --MALE 2-- Main anari tu khiladi
See More Lyrics from movie Main Khiladi Tu Anari
