LYRIC

--FEMALE--
(Main kaun hoon, kya hoon
Jaana mujhe hai kahan
Ae zameen, aasmaan, ae hawaa tu bataa
Kaun hoon main, kya hoon main
Kahan mujhe hai jaana) - 2

Hawaaon ko main rok loon
Main khushbuon ko baandh doon
Sitaare tod loongi, main chaandni churaaoongi
Ae zindagi, magar bataa
Main kaun hoon, kya hoon
Jaana mujhe hai kahan
Ae zameen, aasmaan, ae hawaa tu bataa
Kaun hoon main, kya hoon main
Kahan mujhe hai jaana

Main aa gayi hoon kahan
Yeh kho gayi hoon kahan
Zindagi tu mujhe mere pehchaan de
Mera wajood to bataa
Main kaun hoon, kya hoon
Jaana mujhe hai kahan
Ae zameen, aasmaan, ae hawaa tu bataa
Kaun hoon main, kya hoon main
Kahan mujhe hai jaana

Aah aah aah aah aah - 3
Aah aah aah aah
Kabhi kisi bhi mod par
Ruke mere kadam magar
Badhaaoongi main hosla, chunoongi main voh raasta
Chala na ho koi jahan
Yeh din yeh raat mujh mein hai
Yeh kaayanaat mujh mein hai
Yeh zameen aasmaan, yeh jahaan mujh mein hai
Main kya kahoon, hai sach to yeh
Ke voh khudaa mujh mein hai

Added by

Mukesh

SHARE

Your email address will not be published.

ADVERTISEMENT

VIDEO

No Video Found

ADVERTISEMENTs