--MALE-- Laathi se maare na kankar se maare Haai, chaaku se maare na khanchar se maare Maare nazar se kataari Gazab kare ladki kanwaari Arre, maare nazar se kataari Gazab kare ladki kanwaari --FEMALE-- Ho, palkon se maare na aankhon se maare Honton se maare na baaton se maare Maare nazar se ishaara Gazab kare ladka kanwaara Ho, maare nazar se ishaara Gazab kare ladka kanwaara --MALE-- Gaalon ki rangat gulaabi gulaabi Aankhen hai iski sharaabi sharaabi --FEMALE-- Iske fasaane ki kaare kitaabi Chaahe na mujhko zara bhi zara bhi --MALE-- Kehna na maane, roothi hai roothi --FEMALE-- Teri kahaani jhoothi hai jhoothi --MALE-- Chotti se maare na aanchal se maare Hoye, challe se maare na paayal se maare To maare nazar se kataari Gazab kare ladki kanwaari Arre maare nazar se kataari Gazab kare ladki kanwaari --FEMALE-- Lagta hai kaisa anari anari Khud ko samajhta khiladi khiladi --MALE-- Pyaari lage iski gaali re gaali Iski adaa hai niraali niraali --FEMALE-- Samjhaaoon kaise, paagal hai baadal --MALE-- Mujhko banaa le kaajal re kaajal --FEMALE-- Goli se maare na boli se maare Oh, phoolon se maare na kaanton se maare Maare nazar se ishaara Gazab kare ladka kanwaara Oh, maare nazar se ishaara Gazab kare ladka kanwaara --MALE-- Laathi se maare na kankar se maare --FEMALE-- Honton se maare na baaton se maare --MALE-- Maare nazar se kataari Gazab kare ladki kanwaari --FEMALE-- Ho, maare nazar se ishaara Gazab kare ladka kanwaara
See More Lyrics from movie Khullam Khulla Pyaar Karen
