LYRIC

–FEMALE–

Khushiya.n aur ghum sehte hai

phir bhi ye chup rehati hai,

abtak kisi ne na jaana,

zindagi kya kehti hai — (2)

Apni khabhi to khabhi ajanebi,

Aasoo.n khabhi to khabhi hai hasi.n,

Darr ya khabhi to khabhi tishnegi lageti hai ye to,

Khushiya.n aur ghum sehte hai

phir bhi ye chup rehati hai,

abtak kisi ne na jaana,

zindagi kya kehti hai.

Khamoshiyo.n ki dheemee sada hai,

ye zindagi to rab ki duaa hai,

chud ke kisi ne isko dekha khabhi na,

ehsaas ki hai khushbhoo mehki hawa hai.

–MALE–

Khushiya.n aur ghum sehte hai

phir bhi ye chup rehati hai,

abtak kisi ne na jaana,

zindegi kya kehti hai.

ha ha ha haa mm mm mm mmm

Mann se kaho.n tum,

Mann ki suno tum,

Mann meet koi Mann ka suno tum,

Kuch bhi kahegi duniya,

Duniya ki chudo.

Palko mei.n sajaake jhilmil,

sapane bano.n tum.

–FEMALE–

Khushiya.n aur ghum sehte hai

phir bhi ye chup rehati hai,

abtak kisi ne na jaana,

zindegi kya kehti hai.

–MALE–

Apni khabhi to khabhi ajanebi,

–FEMALE–

Aasoo.n khabhi to khabhi hai hasi,

–MALE–

Darr ya khabhi to khabhi tishnegi

–FEMALE–

lageti hai ye to.

–Both–

Khushiya.n aur ghum sehte hai,

phir bhi ye chup rehati hai,

abtak kisi ne na jaana,

zindegi kya kehti hai.

English Translation of Hindi Lyric

Words:

--FEMALE--
(Khushiyaan aur gham sehti hai
It bears happiness and sadness
Phir bhi yeh chup rehti hai
Still, it remains silent
Ab tak kisi ne na jaana
No one has yet learned
Zindagi kya kehti hai) - 2
What life is saying
Apni kabhi to kabhi ajnabi
Sometimes like your own, sometimes like a stranger
Aansu kabhi to kabhi hai hasi
Sometimes like tears, sometimes like laughter
Dariya kabhi to kabhi tishnagi lagti hai yeh to
Sometimes like a river, sometimes like thirst is how it seems
Khushiyaan aur gham sehti hai
It bears happiness and sadness
Phir bhi yeh chup rehti hai
Still, it remains silent
Ab tak kisi ne na jaana
No one has yet learned
Zindagi kya kehti hai
What life is saying

Khaamoshiyon ki dheemi sada hai
It is the soft sound of silence
Yeh zindagi to rab ki dua hai
This life is God's blessing
Chhooke kisi ne usko dekha kabhi na
No one has touched and seen it
Ehsaas ki hai khushboo, maheki hawa hai
It is the fragrance of experience, it is a scented wind

--MALE--
Khushiyaan aur gham sehti hai
It bears happiness and sadness
Phir bhi yeh chup rehti hai
Still, it remains silent
Ab tak kisi ne na jaana
No one has yet learned
Zindagi kya kehti hai
What life is saying

--FEMALE--
Aa ha aa aa aa, mm hm mm mm mm

--MALE--
Mann se kaho tum, mann ki suno tum
Speak with your heart, listen to your heart
Mann meet koi mann ka chuno tum
Choose a soulmate from the heart
Kuch bhi kahegi duniya, duniya ki chhodo
The world may say anything, let go of the world's thought
Palkon mein sajke jhilmil sapne buno tum
Adorning them on your eyelashes, foster sparkling dreams

--FEMALE--
Khushiyaan aur gham sehti hai
It bears happiness and sadness
Phir bhi yeh chup rehti hai
Still, it remains silent
Ab tak kisi ne na jaana
No one has yet learned
Zindagi kya kehti hai
What life is saying

--MALE--
Apni kabhi to kabhi ajnabi
Sometimes like your own, sometimes like a stranger

--FEMALE--
Aansu kabhi to kabhi hai hasi
Sometimes like tears, sometimes like laughter

--MALE--
Dariya kabhi to kabhi tishnagi
Sometimes like a river, sometimes like thirst

--FEMALE--
Lagti hai yeh to
Is how it seems

--MALE--
Khushiyaan aur gham sehti hai
It bears happiness and sadness

--FEMALE--
(Khushiyaan aur gham sehti hai)
It bears happiness and sadness

--MALE--
Phir bhi yeh chup rehti hai
Still, it remains silent

--FEMALE--
(Phir bhi yeh chup rehti hai)
Still, it remains silent

--MALE--
Ab tak kisi ne na jaana
No one has yet learned

--FEMALE--
(Ab tak kisi ne na jaana)
No one has yet learned

--MALE--
Zindagi kya
What life

--FEMALE--
Zindagi kya kehti hai
What life is saying


Added by

Mukesh

SHARE

  1. Mukesh

    August 26, 2011 at 10:18 am

    Hi Hans, I’ve verified that the music director/composer for the Hindi version of this song is Sanjeev Darshan. It may be true that Mr. Farina has the original score but the Hindi version is different. Thank You!

Your email address will not be published.

ADVERTISEMENT

VIDEO

No Video Found

ADVERTISEMENTs