--MALE-- Kabhi to nazar milao, kabhi to kareeb aao - 2 Jo nahin kaha hai kabhi to samajh bhi jaao Hum bhi to hai tumhaare deewane ho deewane - 2 --FEMALE-- Kabhi to nazar milao, kabhi to kareeb aao - 2 Jo nahin kaha hai kabhi to samajh bhi jaao Hum bhi to hai tumhaare deewane ho deewane - 2 (Humne tumko dekhte hi dil diya Tum bhi socho tumne humse kya kiya) - 2 Tumne kya kiya, kya kiya Mera dil na todo, kabhi dil se dil milaa lo Hum bhi to hai tumhaare deewane ho deewane - 2 --MALE-- Kabhi to nazar milao, kabhi to kareeb aao - 2 Jo nahin kaha hai kabhi to samajh bhi jaao Hum bhi to hai tumhaare deewane ho deewane - 2 (Dil yeh chaahe teri zulfein choom loon Sochta hoon aur tumse kya kahoon) - 2 Tumse kya kahoon, kya kahoon Koi faislaa do, kabhi to gale lagaao Hum bhi to hai tumhaare deewane ho deewane - 2 --FEMALE-- Kabhi to nazar milao, kabhi to kareeb aao - 2 Jo nahin kaha hai kabhi to samajh bhi jaao --CHORUS-- Hum bhi to hai tumhaare deewane ho deewane - 7 --FEMALE-- (Tumhaare deewane, deewane, deewane) (Deewane, tumhaare deewane, deewane) (Hum bhi to hai tumhaare deewane ho deewane)
See More Lyrics from movie Kabhi To Nazar Milao
