--MALE-- Kabhi socha na tha maine mujhe ho jaayega pyaar - 2 Dil deewana deewane ka kya aitbaar Kya aitbaar, kya aitbaar --FEMALE-- Kabhi socha na tha maine mujhe ho jaayega pyaar - 2 Dil deewana deewane ka kya aitbaar Kya aitbaar, kya aitbaar --MALE-- Aaj mujhko laga baat kuch hai zuroor Paas kitne ho tum jab hue mujhse door --FEMALE-- Beqaraari hai kyoon, yeh khumaari hai kyoon Kyoon pareshaan hai, kyoon yeh armaan hai --MALE-- Tum kya gaye ho jaanam, sang le gaye bahaar - 2 Dil deewana deewane ka kya aitbaar Kya aitbaar, kya aitbaar Sach kahoon pyaar kya hai main nahin jaanta tha Pyaar ki baatein sach hai, main nahin maanta tha --FEMALE-- Kya mujhe ho raha hai, kya mera kho raha hai Mujhko ehsaas hai, kya meri pyaas hai --MALE-- Tu nahin paas mere, hai tera intezaar - 2 Dil deewana deewane ka kya aitbaar Kya aitbaar, kya aitbaar --FEMALE-- Kabhi socha na tha maine mujhe ho jaayega pyaar - 2 Dil deewana deewane ka kya aitbaar Kya aitbaar, kya aitbaar --MALE-- Kabhi socha na tha maine
See More Lyrics from movie Pyaar Kiya Nahin Jaata
