–MALE–
Jab koi baat bigad jaye, jab koi mushkil pad jaye
Tum denaa saath meraa, o, humnavaaz

Naa koi hai, naa koi thaa, zindagi mein tumhaare sivaa
Tum denaa saath meraa, o, humnavaaz — (2)
Ho chandani jab tak raat, detaa hai har koi saath,
Tum magar andheron mein, naa chhodna mera haath
Ho chandani jab tak raat, detaa hai har koi saath,
Tum magar andheron mein, naa chhodna mera haath
Jab koi baat bigad jaye, jab koi mushkil pad jaye
Tum denaa saath meraa, o, humnavaaz
Naa koi hai, naa koi thaa, zindagi mein tumhaare sivaa
Tum denaa saath meraa, o, humnavaaz
–FEMALE–
Vafaadari ki vo rasamein nihayenge hum to kasame,
Ek bhi saans zindagi ki, jab tak ho apane bas mein
Vafaadari ki vo rasmein nihayenge hum to kasame,
Ek bhi saans zindagi ki, jab tak ho apane bas mein
Jab koi baat bigad jaye, jab koi mushkil pad jaye
Tum denaa saath meraa, o, humnavaaz
–MALE–
Naa koi hai, naa koi thaa, zindagi mein tumhaare sivaa
Tum denaa saath meraa, o, humnavaaz
Dil ko mere hua yakin, hum pahale bhi mile kahin
Silsila ye sadiyon ka, koi aaj ki baat nahin

–BOTH–
Jab koi baat bigad jaye, jab koi mushkil pad jaye
Tum denaa saath meraa, o, humnavaaz
–Chorus–
Jab koi baat bigad jaye, jab koi mushkil pad jaye
Tum denaa saath meraa, o, humnavaaz
Naa koi hai, naa koi thaa, zindagi mein tumhaare sivaa
Tum denaa saath meraa, o, humnavaaz
–BOTH–
Tum denaa saath meraa, o, humnavaaz
See More Lyrics from movie Jurm

Nice lyric..fantastic wordings
Very soothing lyric and the tune. I love it.
Nice lyric. . . .touching,
I like it.
all tym fav. sng awsme wrdng hrtuchng…………………
khup chhan.
very nice lyrics
Awesöm söng lyrics mind bogling
Tune has stolen from five hundred miles by PPM