--CHORUS-- Aala re aala, Govinda aala, aala re aala re Eh, aala re aala, Govinda aala, aala re aala re --FEMALE-- Aaiga, aaiga Oh dil ke raja, aaja re aaja Sab ko hai tujhse pyaar, aaiga Dilwaala tu hai, matwaala tu hai Tujhsa nahin dildaar, aaiga, eh aaiga --MALE-- Aankhon ka kaajal, paaon ki paayal Tere gale ka haar, aaiga Eh, aankhon ka kaajal, paaon ki paayal Tere gale ka haar, aaiga Oh, yeh tere latke, yeh tere jhatke Baaton ki yeh takraar, aaiga --FEMALE-- Yeh teri baatein, meethi hai ghaate Seekha nahin tune pyaar, aaiga Banne laga hai sab ka tu hero Kaisa chadha hai bukhaar, aaiga, aaiga --MALE-- Dekho yeh ladki, chingari bhadki Humne jo sach keh diya Mushkil padegi, tik na sakegi Notice jo humne liya --FEMALE-- Ah ha, ah ha, ah ha --MALE-- Oh, dekho yeh ladki, chingari bhadki Humne jo sach keh diya Mushkil padegi, tik na sakegi Notice jo humne liya Hum jab bhi chaahe tujhko nachaaye Ho jaa zara hoshiyaar, aaiga, aaiga --FEMALE-- Baaton mein teri dam kuch nahin hai Pagla hai tu pagla Haarega baazi, sun le re paaji Chakkar koi bhi chala --MALE-- Ah ha, ah ha, ah ha, ah ha --FEMALE-- Baaton mein teri dam kuch nahin hai Pagla hai tu pagla Haarega baazi, sun le re paaji Chakkar koi bhi chala Sachchi hai boli, lekin hai koli Aisa hai mera baar, aaiga --MALE-- Ay, aankhon ka kaajal, paaon ki paayal Tere gale ka haar, aaiga Hey, yeh tere latke, yeh tere jhatke Baaton ki yeh takraar, aaiga --FEMALE-- Yeh teri baatein, meethi hai ghaate Seekha nahin tune pyaar, aaiga Banne laga hai sab ka tu hero Kaisa chadha hai bukhaar, aaiga, aaiga --CHORUS-- Aala re aala, Govinda aala, aala re aala re - 2 Eh, aala re aala, Govinda aala, aala re aala re Aala re aala, Govinda aaal, aala re aala re
See More Lyrics from movie Yeh Tera Ghar Yeh Mera Ghar
