--MALE-- Mehbooba mehbooba, mehbooba mehbooba Tu hai mere dil ka ajooba ajooba ajooba Tere ishq ki deewaangi sar pe chadhke bole - 2 Tune kya kiya, yeh kya hua Dil ding dong ding dole, hey dil ding dong ding dole --FEMALE-- Tere ishq ki deewaangi sar pe chadhke bole - 2 Tune kya kiya, yeh kya hua Dil ding dong ding dole, ae dil ding dong ding dole --MALE-- (Nazrein milaake palkein jhukaaye Apna deewaana mujhko banaaye) - 2 --FEMALE-- Aisi baaton se kuch hota hai Neend udti hai, chain khota hai --MALE-- In baahon mein ab aane de --FEMALE-- Aane de aane de --MALE-- Jaadu ka jaadu chhaane de --FEMALE-- Chhaane de chhaane de --MALE-- In baahon mein ab aane de Jaadu ka jaadu chhaane de Hai kasam tujhe aise na mujhe tadpa --FEMALE-- Tere khwaab ki aawaargi sar pe chadhke bole --MALE-- Tune kya kiya, yeh kya hua Dil ding dong ding dole --FEMALE-- Ae dil ding dong ding dole (Solaah baras to maine sambhaala Is dil ko tune mushkil mein daala) - 2 --MALE-- Is umar mein hi dil dhadakta hai Milne julne ko yeh tadapta hai --FEMALE-- Ab tanhaai tadpaati hai --MALE-- Tadpaati hai tadpaati hai --FEMALE-- Bechaini badhti jaati hai --MALE-- Bechaini badhti jaati hai --FEMALE-- Ab tanhaai tadpaati hai Bechaini badhti jaati hai Yeh dard hai kya yeh pyaas hai kya Itna to mujhe samjha --MALE-- Yeh bekhudi, yeh aashiqui sar pe chadhke bole --FEMALE-- Tune kya kiya, yeh kya hua Dil ding dong ding dole --MALE-- Dil ding dong ding dole
See More Lyrics from movie Kucch To Hai
