--MALE-- Aim kaim kaisi shame, name ka yeh game hai - 3 Name ka yeh game hai, name ka yeh game hai Naam badnaam hai magar apun ka fame hai Humse jo takraayi voh deewaar bhi giri Chalti hai na? Daadaagiri apun ki daadaagiri, hey - 2 Aim kaim kaisi shame, name ka yeh game hai (Hai shaher apun ka saara sadke apne baap ki Thekedaar kehte hai yeh buildingein hai aap ki) - 2 Jo na haan sa haan milaaye sunta hai khari khari, kyoon Daadaagiri apun ki daadaagiri, hey - 2 Aim kaim kaisi shame, name ka yeh game hai Naam badnaam hai magar apun ka fame hai (Bank mein tijoriyaan tijoriyon mein maal hai Jyotshi ne bola hai kamaal ka yeh saal hai) - 2 Noton se ho jaayegi yeh zindagi hari bhari Daadaagiri apun ki daadaagiri, hey - 2 Aim kaim kaisi shame, name ka yeh game hai Naam badnaam hai magar apun ka fame hai Chalta hai apun ka zor lamba apna haath hai Neta veta don von sab apun ke saath hai Akkha Mumbai jaanta hai yaar Chalta hai apun ka zor lamba apna haath hai Neta veta don von sab apun ke saath hai Nine millimeter apni ready hai bhari bhari Daadaagiri apun ki daadaagiri, hey - 2 Aim kaim kaisi shame, name ka yeh game hai Naam badnaam hai magar apun ka fame hai Aim kaim kaisi shame, name ka yeh game hai Name ka yeh game hai, name ka yeh game hai Naam badnaam hai magar apun ka fame hai Daadaagiri apun ki daadaagiri - 4
See More Lyrics from movie Plan
