LYRIC


--FEMALE--
Ae subaah tu shabnami, ae ghata tu surmayi - 2
Ae hawa tujh mein nami
Ae, ae hawa tujh mein nami
Par yaar mera hai itna haseen
Ke tum sab mein to lagti hai kami
Ae subaah tu shabnami, ae ghata tu surmayi
Dekhte hi yun dil ko jo loot le
Aisa hai jaadu kisi mein kahan
Ho, aisa hai jaadu kisi mein kahan
Tumhe tanha na chhodegi meri nigaah - 2
Ke aankhon mein to base ho tum hi
Ae subaah tu shabnami, ae ghata tu surmayi
Dil betaab hai, bas yehi khwaab hai
Tujhko main apna bana loon sanam
Ho, tujhko main apna bana loon sanam
Tujhe duniya se chheen loon teri kasam - 2
Mohabbat ki hai yeh deewaangi
Ae subaah tu shabnami, ae ghata tu surmayi
Ae hawa tujh mein nami
Par yaar mera hai itna haseen
Ke tum sab mein to lagti hai kami

Added by

Mukesh

SHARE

Your email address will not be published.

ADVERTISEMENT

VIDEO

No Video Found

ADVERTISEMENTs