LYRIC


--FEMALE--
(Aap jaisa koi meri zindagi mein aaye to baat ban jaaye
Haan haan baat ban jaaye) - 2
Phool ko bahaar, bahaar ko chaman
Dil ko dil, badan ko badan
Har kisi ko chaahiye tan ka milan
Kaash mujhpar aisa dil aap ka bhi aaye
To baat ban jaaye, haan haan baat ban jaaye
Aap jaisa koi meri zindagi mein aaye to baat ban jaaye
Haan haan baat ban jaaye
O, aap jaisa koi meri zindagi mein aaye to baat ban jaaye
Haan haan baat ban jaaye
Main insaan hoon, farishta nahin
Darr hai bahek na jaaoon kahin
Tanha dil na sambhlega pyaar bina yeh tadpega
Aap sa kahan hai, dil aap ko hi paaye
To baat ban jaaye, haan haan baat ban jaaye
Aap jaisa koi meri zindagi mein aaye to baat ban jaaye
Haan haan baat ban jaaye
O, aap jaisa koi meri zindagi mein aaye to baat ban jaaye
Haan haan baat ban jaaye
(Haan haan haan haan haan baat ban jaaye
Ho ho ho ho ho baat ban jaaye) - 2

Added by

Mukesh

SHARE

Your email address will not be published.

ADVERTISEMENT

VIDEO

No Video Found

ADVERTISEMENTs