--FEMALE 1-- Aah aah aah, aah aah aah aah aah Aaja ve saajan, aaja ve saajan - 2 Nain bichhaaye teri raahon par Saathi sakhi sab raah take hain Dhoond rahi hai tujhe sab ki nazar Aaja ve saajan, aaja ve saajan - 2 --FEMALE 2-- Taaron se teri maang sajegi Meri behna dulhan banegi Mujhko pata hai voh aayega Teri doli le jaayega --CHORUS-- Aaja ve saajan, aaja ve saajan - 2 --FEMALE 1-- Pheeka na pad jaaye mehndi ka rang Itni kahin der ho jaaye na Jis pyaar pe humko yakeen hai Us pyaar ki haar ho jaaye na Aaja ve saajan, aaja ve saajan - 2 Nain bichhaaye teri raahon par Saathi sakhi sab raah take hain Dhoond rahi hai tujhe sab ki nazar Aaja ve saajan, aaja ve saajan - 2
See More Lyrics from movie Maine Dil Tujhko Diya
