--MALE-- Hey hey, ho ho ho Aage aage chaahat chali Peechhe peechhe dil chal pada Kaise bhala rokoon ise Yeh to hai deewaana bada Bekhudi jaane na, kuch kaha maane na Har dhadkan kahe yeh jaadu hai pyaar ka Aage aage chaahat chali Peechhe peechhe dil chal pada Deewaangi ka aalam na poochho Koi nasha chhaaya hai Ho, aawaargi ka mausam ko dekho Khushbuein jaan laaya hai Bekhabar mastaana, dard se anjaana Na koi bhi hal hai is beqaraar ka Aage aage chaahat chali Peechhe peechhe dil chal pada Kaise bhala rokoon ise Yeh to hai deewaana bada Jaane yeh kaisa naata hai mann ka Bin dor ke baandhe hai Ho, rab se dua mein shaam savere Mehboob ko maange hai Keh raha hai safar aayegi voh nazar Guzar jaayega lamha intezaar ka Aage aage chaahat chali Peechhe peechhe dil chal pada Kaise bhala rokoon ise Yeh to hai deewaana bada Bekhudi jaane na, kuch kaha maane na Har dhadkan kahe yeh jaadu hai pyaar ka Aage aage chaahat chali Peechhe peechhe dil chal pada Kaise bhala rokoon ise Yeh to hai deewaana bada
See More Lyrics from movie Chand Sa Roshan Chehra
