O Mitwa!Su mitwa, tuj ko kya darr hai re...yeh dharti aapni haiaapna ambar hai re..tu aaja re..
I LOVE ANTAKSHRI! lol :)
Ek dil ne ek dil se chhup chhup ke kuch kahaa
Ek dil ne ek dil se chhup chhup ke kya kahaa
Kahaa ke yeh jo zamaana hai
Deewana hai
Aye mere dil tu gaye jaa..aye aaye aa oh aaa aye ya..ek pal ka jeena..phir to hai jaana...tofa kya leke jaiye dil yeh bataana...
Ankhein bandh karke jo ek chehraa
nazar aya, woh tumhi ho ay sanam....
Mehndi lagake rakhna
Doli Sajake Rakhna
Lehne tujhe oh gauri
Ayenge tere sajna
Ek Dil Hai Ek Dil Hai Ek Dil Hi To HaiMera Dil Hai Mera Dil Hai Mera Dil Hi To HaiTujhe Pyaar Se Dekh Ne Wala Tujhe Apna Samajne WalaEk Dil Hai Ek Dil Hai Ek Dil Hi To HaiMera Dil Hai Mera Dil Hai Mera Dil Hi To Hai
oh my old time favourite...
Ho jaata hai pyaar, pyaar kiya nahi jaay
na bas mein hamaarein, na bas mein tumaare
Start with "r" pls!!!
Rafta Rafta hole holedil ko churaya tumnedil ko to pata bhi na chalachori chori chupke chupkejadoo jagaya tumnedil ko to pata bhi chalakabhi ha kabhi naahum karte rahechupke aahe bhi bharte rahedekhate dekhate ye kya ho gaya(hulchul)
Aaj mausam bada beimaan hai
bada beimaan hai aaj mausam
Mere Dil Ka Tumse Yeh Kehna, Bas Mere Hi Rehna,
Nahi To Samjhe… Samjhe….
O Apni Ho Yeh Dastan, Banke Rahe Hum Yahan,
Do Jism Aur Ek Jaan, Samjho Jo Kehti Hoon……
Nisha
'ha' se shuru karna hai kya?
Haal kaisa hai janaab ka
kya khayaal hai aapka
tum to machal gaye ho o o
hum bhi fisal gaye ha ha ha
hall kaisa hai janaab ka...