Zindagi ko bina pyaar koi kaise guzaareMehboob ki aankhon mein badi baat hai pyaareAate hai zameen par kabhi yeh chaand sitaare Mehboob ki aankhon mein badi baat hai pyaareZindagi ko bina pyaar koi kaise guzaare
Aa ha ha aa ha ha ha, aa ha ha ha, aa ha ha haO ho ho ho ho ho ho ho ho, badi baat hai pyaareMehboob ki aankhon mein badi baat hai pyaareIs umr mein ban jaayegi koi to kahaani, hoTanha nahin kat ti hai yeh madhosh jawaaniKoi naya dilbar chuno, kitni haseen raat haiChupke koi dhadkan suno, keh do jo dil mein baat haiMilte hai naseebon se yeh baahon ke sahaare Mehboob ki aankhon mein badi baat hai pyaareZindagi ko bina pyaar koi kaise guzaareBan jaao kisi ke, kisi ko apna bana lo, ho hoPalkon ke jharokon mein koi sapna saja loYaadon mein tum khoye raho saare jahan ko bhoolkeZulfon tale soye raho bheege labon ko choomkeNazron mein basa lo sabhi rangeen nazaarein
Mehboob ki aankhon mein badi baat hai pyaareAate hai zameen par kabhi yeh chaand sitaare Mehboob ki aankhon mein badi baat hai pyaareZindagi ko bina pyaar koi kaise guzaare