Bollywood Lyrics Forums
Request Songs and English Translations, Online Antakshri, Music Reviews, Bollywood Gossips


Taranaa Hindi Karaoke

Songs in Alphabetical Order

Latest post 01-05-2009 2:06 AM by mamatha. 655 replies.
  • 07-02-2008 12:17 AM In reply to

    Re: Re: Songs in Alphabetical Order

    Dil Chahta Hai, Dil Chahta Hai
    Dil Chahta Hai, Kabhi Na Beete Chamkeele Din
    Dil Chahta Hai, Hum Na Rahein Kabhi Yaaron Ke Bin
    Din Din Bhar Ho Pyaari Baatein
    Jhoome Shaame, Gaaye Raatein
    Masti Mein Rahe Dooba Dooba Hameshaa Samaa
    Humko Raahon Mein Yoonhi Milti Rahein Khushiyaan
    Dil Chahta Hai, Kabhi Na Beete Chamkile Din,
    Dil Chahta Hai, Hum Na Rahe Kabhi Yaaron Ke Bin

    Jagmagaate Hain, Jhilmilaate Hain Apne Raastein
    Yeh Khushi Rahe, Roshni Rahe Apne Waaste
    Oh Oh Oh ...

    Jahan Ruke Hum, Jahan Bhi Jaayein
    Jo Hum Chaahein, Voh Hum Paayein
    Masti Mein Rahe Dooba Dooba Hameshaa Samaa
    Humko Raahon Mein Yoonhi Milti Rahein Khushiyaan
    Dil Chahta Hai, Dil Chahta Hai

    Kaisa Ajab Yeh Safar Hai, Socho To Har Ik Hi Bekhabar Hai
    Usko Jaana Kidhar Hai, Jo Waqt Aaye, Jaane Kya Dikhaaye
    Oh Oh Oh ...

    Dil Chahta Hai, Dil Chahta Hai
    Dil Chahta Hai, Kabhi Na Beete Chamkeele Din
    Dil Chahta Hai, Hum Na Rahein Kabhi Yaaron Ke Bin
    Din Din Bhar Ho Pyaari Baatein
    Jhoome Shaame, Gaaye Raatein
    Masti Mein Rahe Dooba Dooba Hameshaa Samaa
    Humko Raahon Mein Yoonhi Milti Rahein Khushiyaan

    Jagmagaate Hain, Jhilmilaate Hain Apne Raastein
    Yeh Khushi Rahe, Roshni Rahe Apne Waaste
    Oh Oh Oh ...

    Dil Chahta Hai ...

     

    Vaibhavi
  • 07-02-2008 2:31 AM In reply to

    Re: Re: Songs in Alphabetical Order

     Ek Banjaara Gaae, Jeevan Ke Geet Sunaae
    Hum Sab Jeene Vaalon Ko Jeene Ki Raah Bataae

    Zamaane Vaalon Kitaab-E-Gham Mein
    Khushi Ka Koi Fasaana Dhoondho
    Agar Jeena Hai Zamaane Mein To
    Hansi Ka Koi Bahaana Dhoondo
    Ho Oh Oh Oh Aankhon Mein Aansoon Bhi Aaen
    To Aakar Muskaaen
    Ek Banjaara Gaae ...

    Sabhi Ka Dekho Nahin Hota Hai
    Naseeba Raushan Sitaaron Jaisa
    Sayaana Vo Hai Jo Patjhad Mein Bhi
    Sajaa Le Gulshan Bahaaron Jaisa
    Ho Oh Oh Oh Kaagaz Ke Phoolon Ko Bhi
    Jo Mehka Kar Dikhlaae
    Ek Banjaara Gaae

     

  • 07-02-2008 7:07 AM In reply to

    Re: Re: Songs in Alphabetical Order

                                       " F "

    Fariyaad Kya Karen Hum
    Kise Dastan Sunayein
    Hum Dil Se Jise Chahein 
    Use Kaise Bhool Jaayein
    Charo Taraf Andhera
    Khushiya Na raas Aayein 
    Hum Dil Se Jise Chahein
    Use Kaise Bhool Jaayein

    Do Dil Mein Doori Ho gayi
    Khushiya Adhoori Ho gayi
    Kaisi Majboori Ho gayi
    Sun Le Mere Saathiya -2

    Dhaga Ho To Main Todoon
    Dariya Ho To Main Modun
    Chahat Na Todi Jaaye
    Sun Le Mere Saathiya -2
    Waqt Tham Se Gaaye
    Door Hum Ho Gaye
    Kya Khata Ho Gayi
    Khamosh Lab Hai Aankhon Se
    Par Kaashk Chalak Jaaye
    Hum Dil Se Jise Chahein
    Use Kaise Bhool Jaayein 
    ho...

    Kismat Mein Likhi Judaai
    Milo Milo Tanhaai
    Chahat Bhi Raas Na Aayi
    Sun Le Mere Saathiya -2
    Aashko Ki Daara Jhoole
    Dardo Hoon Paas Bhoole
    Darr Hai Ki Maut Na Chhoole
    Sun Le Mere Saathiya -2
    Tukde Tukde Huye
    Khwaab Dil Ke Mere
    Manzilein Kho Gayi
    Chahat Badi Ajeeb Hai
    Haste Huye Rulaye
    Hum Dil Se Jise Chahein
    Use Kaise Bhool Jaayein

     bye...bye...

    July 09,2008

    Filed under:
  • 07-02-2008 7:31 AM In reply to

    Re: Re: Songs in Alphabetical Order

     Ghoonghat Ki Aadh Se Dilbar Ka
    Deedaar Adhura Rehta
    Hai
    Jab Tak Na Pade Aashiq Ki Nazar
    Singaar Adhura Rehta Hai
    Ghoonghat Ki Aadh Se Dilbar Ka

    Ghoonghat Ki Aadh Se Dilbar Ka
    Deedaar Adhura Rehta Hai
    Jab Tak Na Mile Nazron Se Nazar
    Iqraar Adhura Rehta Hai
    Ghoonghat Ki Aadh Se Dilbar Ka

    Dilbar Ka Dilbar Ka Dilbar Ka

    [ Ghoonghat Ki Aadh Se Dilbar Ka Songs Lyrics @ http://www.hindilyrix.com ]

    Gore Mukhde Se Ghunghta Hataane De
    Ghadi Apne Milan Ki To Aane De
    Mere Dil Pe Nahin Mera Kaabu Hai
    Kuchh Nahin Ye To Chaahat Ka Jaadu Hai
    Badhti Hi Jaati Hai Sanam Pyaar Ki Ye Bekhudi Ho
    Do Premiyon Ke Na Milne Se
    Sansaar Adhura Rehta Hai
    Jab Tak Na Mile Nazron Se Nazar
    Iqraar Adhura Rehta Hai
    Ghoonghat Ki Aadh Se Dilbar Ka

    Dilbar Ka Dilbar Ka Dilbar Ka

    Baag Mein Gul Ka Khilna Zaruri Hai
    Haan Mohabbat Mein Milna Zaruri Hai
    Paas Aane Ka Achha Bahaana Hai
    Kya Karun Maein Ki Mausam Deewana Hai
    Dil Mera Dhadkaane Lagi Ab To Ye Deewaangi Ho
    Bina Kisi Yaar Ke Jaan-E-Jaan
    Ye Pyaar Adhura Rehta Hai

    Jab Tak Na Mile Nazron Se Nazar
    Iqraar Adhura Rehta Hai
    Ghoonghat Ki Aadh Se Dilbar Ka

    Dilbar Ka Dilbar Ka Dilbar Ka

     

  • 07-02-2008 9:43 AM In reply to

    Re: Re: Songs in Alphabetical Order

                                            " H "

    haal-e-dil unako sunaanaa thaa
    sunaayaa naa gayaa, sunaayaa naa gayaa
    jo zubaan par mujhe laanaa thaa
    vo laayaa naa gayaa, vo laayaa naa gayaa
    haal-e-dil unako.......

    pyar men sine pe sar rakhake, to dil qadamon par
    aap ko apanaa banaanaa thaa
    banaayaa naa gayaa, banaayaa naa gayaa
    haal-e-dil unako.............

    khelati aankh micholi rahi nazaren apani
    jinako palakon men chhupaanaa thaa
    chhupaayaa naa gayaa, chhupaayaa naa gayaa
    haal-e-dil unako......

    ek hi vaar men haathon se jigar chhin liyaa
    haay, jis dil ko bachaanaa thaa
    bachaayaa naa gayaa, bachaayaa naa gayaa
    haal-e-dil unako.....

     bye...bye...

    July 09,2008

  • 07-03-2008 12:32 AM In reply to

    Re: Re: Songs in Alphabetical Order

     Is Pyaar se meri taraf na dekho, pyaar hojayega (2)
    yeh pyaar ho gaya tho teer dil ke paar ho jayega
    pyaar hojayega(4)

    Do char aise mulakatein hogi
    saare zamane mei baatein hongi (2)
    baatein hongi
    ke naam badnaam tera mera yaar hojayega
    pyaar hojayega(2)

    Is Pyaar se meri taraf na dekho, pyaar hojayega (2)
    yeh pyaar ho gaya tho teer dil ke paar ho jayega
    pyaar hojayega(4)

    aankhon se apna dil taam lena
    aankhon se aankhen milne na dena(2)
    milne na dena
    ki ankhon hi ankhon mei koi vaar hojayega
    pyaar hojayega(2)

    Is Pyaar se meri taraf na dekho, pyaar hojayega (2)
    yeh pyaar ho gaya tho teer dil ke paar ho jayega
    pyaar hojayega(4)

     

  • 07-03-2008 4:17 AM In reply to

    Re: Re: Songs in Alphabetical Order

    (Jadugar saiyan chhodo mori baiyaa
    Ho gayi aadhi raat ab ghar jaane do) -2

    Jaane de o rasiyaa mere man basiyaa -2
    Gaanv mera badi door hai
    (Teri nagariyaa ruk na sakoon main
    Pyaar mera majboor hai) -2
    Zanjeer padi mere haath ab ghar jaane do
    Jadugar saiyan..

    Jhuki-jhuki ankhiyaan dekhengi sari sakhiyaan -2
    Dengi tana tere naam ka
    (Aise mein mat rok bedardi
    Le le vachan kal shaam ka) -2
    Kal honge phir ham saath ab ghar jaane do
    Jadugar saiyan..

     

    Vaibhavi
  • 07-03-2008 4:51 AM In reply to

    Re: Re: Songs in Alphabetical Order

    Kabhi kabhi mere dil mein khayaal aata hai
    Kabhi kabhi mere dil mein khayaal aata hai
    Ki jaise tujhko banaya gaya hai mere liye
    Ki jaise tujhko banaya gaya hai mere liye
    Tu abse pehle sitaaron mein bas rahi thi kahin
    Tu abse pehle sitaaron mein bas rahi thi kahin
    Tujhe zameen pe bulaya gaya hai mere liye
    Tujhe zameen pe bulaya gaya hai mere liye
    
    Kabhi kabhi mere dil mein khayaal aata hai
    Ki ye badan ye nigaahein meri amaanat hain
    Ki ye badan ye nigaahein meri amaanat hain
    Ye gesuon ki ghani chhaon hain meri khatir
    Ye honth aur ye baahein meri amaanat hain
    Ye honth aur ye baahein meri amaanat hain
    
    Kabhi kabhi mere dil mein khayaal aata hai
    Ki jaise bajti hain shehnaaiyaan si raahon mein
    Ki jaise bajti hain shehnaaiyaan si raahon mein
    Suhaag raat hain ghoonghat utha raha hoon main
    Suhaag raat hain ghoonghat utha raha hoon main
    Simat rahi hai tu sharma ke apni baahon mein
    Simat rahi hai tu sharma ke apni baahon mein
    
    Kabhi kabhi mere dil mein khayaal aata hai
    Ki jaise tu mujhe chaahegi umr bhar yoohin
    Uthegi meri taraf pyaar ki nazar yoohin
    Main jaanta hoon ki tu geir hai magar yoohin
    Main jaanta hoon ki tu geir hai magar yoohin
    
    Kabhi kabhi mere dil mein khayaal aata hai
    Kabhi kabhi mere dil mein khayaal aata hai

     

     

  • 07-03-2008 2:41 PM In reply to

    Re: Re: Songs in Alphabetical Order

                         " L "

    Alka Yagnik:
    Laal dupatta
    Laal dupatta ud gaya re bairi hawa ke jhonke se - 2
    Mujhko piya ne dekh liya haai re dhoke se
    Manaake mujhe dil dega voh, magar meri jaan lega voh - 2
    
    Udit Narayan:
    Laal dupatta
    Arre laal dupatta ud gaya re tera hawa ke jhonke se
    Laal dupatta ud gaya re tera hawa ke jhonke se
    Tujhko piya ne dekh liya haai re dhoke se
    Manaake tujhe dil dega voh, magar apni jaan dega voh - 2
    
    Alka Yagnik:
    Oh oh oh oh oh
    
    Udit Narayan:
    Hey hey hey hey, la la la la la
    
    Alka Yagnik:
    Laakh chhupaaye baithi thi main apne chaand se chehre ko
    Ek pal mein hi tod diya bairan hawa ne pehre ko
    
    Udit Narayan:
    Ho, tere chehre ka jaana kuch aisa jaadu chhaa gaya
    Mere chaand ko dekhkar chaand bhi sharma gaya
    
    Alka Yagnik:
    Mujhe sharm si aaye, o mera dil ghabraaye
    
    Udit Narayan:
    Arre aa baahon mein chook na jaaye aise mauke se
    Tujhko piya ne dekh liya haai re dhoke se
    Manaake tujhe dil dega voh, magar apni jaan dega voh
    
    Alka Yagnik:
    Manaake mujhe dil dega voh, magar meri jaan lega voh
    
    Udit Narayan:
    Haai maheka maheka yeh sama kehne laga aa pyaar kar
    Mere sone yaar tu dilbar se ikraar kar
    
    Alka Yagnik:
    Ho, tere pyaar ki khushboo meri saanson mein sama gayi
    Le sajna sab chhod main tere peechhe peechhe aa gayi
    
    Udit Narayan:
    Tujhe pyaar ho gaya, ikraar ho gaya
    
    Alka Yagnik:
    Arre ab to roke na rukoon main kisi ke roke se
    Mujhko piya ne dekh liya haai re dhoke se
    Manaake mujhe dil dega voh, magar meri jaan lega voh
    
    Udit Narayan:
    Manaake tujhe dil dega voh, magar apni jaan dega voh
    
    Alka Yagnik:
    Laal dupatta ud gaya re bairi hawa ke jhonke se
    
    Udit Narayan:
    Hoye, laal dupatta ud gaya re tera hawa ke jhonke se
    Tujhko piya ne dekh liya haai re dhoke se
    
    Alka Yagnik:
    Manaake mujhe dil dega voh, magar meri jaan lega voh
    
    Udit Narayan:
    Manaake tujhe dil dega voh, magar apni jaan dega voh

     bye...bye...

    July 09,2008

  • 07-04-2008 12:49 PM In reply to

    Re: Re: Songs in Alphabetical Order

    Dear Amar Gupta, welcome to the forum.

    Please note in this forum, members post full lyrics and not one stenza. Please follow the norm.

    If you want to post one-stenza, there are other Antaxaree forums.

    Thank you.

     


    It is better to have second-hand diamonds than having none at all!

                                                                                                                                                     - Mark Twain

  • 07-05-2008 4:03 PM In reply to

    Re: Re: Songs in Alphabetical Order

                                           'M'

     Aasha:
    mujhe gale se lagaa lo, bahut udaas hoon main

    nazar mein teer-se cubhate hain ab nazaaron se
    main thak gaee hoon sabhee TooTate sahaaron se
    ab aur bojh na Daalo, bahut udaas hoon main... 

    Rafi:
    bahut sahee, gam-e-duniyaa, magar udaas na ho
    kareeb hei shab-e-gam kee sahar udaas na ho
    bahut sahee

    sitam ke haath kee talavaar TooT jaayegi
    ye oonc-neec kee deewaar TooT jaayegi
    tujhe kasam hei meree hamasafar udaas na ho

    Aasha:
    na jaane kab ye tareeka ye taur badlega
    sitam ka gam kab mueeibat ka daur badlega
    mujhe jahaan se uthaa lo, bahut udaas hoon main

    mujhe gale se lagaa lo, bahut udaas hoon main

     

    Next 'N'

     


    It is better to have second-hand diamonds than having none at all!

                                                                                                                                                     - Mark Twain

  • 07-05-2008 11:52 PM In reply to

    Re: Re: Songs in Alphabetical Order

    its from an album

     

    Nachaangeh saari raat, soni o ve -2
    Kar lo thoda sa pyaar, soni o ve
    Kar lo thoda sa pyaar
    Kar lo thoda sa pyaar, soni o ve
    Kar lo thoda sa pyaar, oh
    (repeat)

    Thoda sa nasha, hum kar le yaara
    Dam maaro dam maaro yaaron
    Dam maaro dam maaro yaaron dam
    Thodi si masti, thodi si khushi
    Dam maaro dam maaro yaaron
    Dam maaro dam maaro yaaron dam
    Musaafir hoon yaaron
    Na ghar hai na koi hai thikaana
    Pyaar ki talaash mein
    Main jee raha hoon awaara
    Nachaangeh saari raat..

    Karlo todha sa, karlo todha sa pyaar

    Yoon jaaga sangeet ka yeh jaadoo
    Is dil ko nachaaye
    Yeh shaam aap ke naam hum likha de
    Aur masti mein kho jaaye
    Nachaangeh saari raat..

    (Life is for livin, don't worry about tomorrow
    Let's live for today, yeah) -2
    You gotta break free
    To be what you wanna be
    You gotta break free
    For all the world to see
    Nachaangeh saari raat..

    Karlo todha sa, karlo todha sa pyaar

    Vaibhavi
  • 07-06-2008 8:00 AM In reply to

    Re: Re: Songs in Alphabetical Order

                                   " O "

    o mere sanam, o mere sanam
    do jism magar, ek jaan hain ham
    ek dil ke do aramaan hain ham
    o mere sanam, o mere sanam

    tan saunp diya, man saunp diya
    kuchh aur to mere paas nahin
    jo tum se hai mere hamadam
    bhagavaan se bhi vo aas nahin
    jis din se hue ek dooje ke
    is duniya se anajaan hai ham
    ek dil ke do aramaan hain ham
    o mere sanam, o mere sanam

    sunate hain pyaar ki duniya men
    do dil mushkil se samaate hain
    kya gair vahaan apanon tak ke
    sang bhi na aane paate hain
    hamane aakhir kya dekh liya
    kya baat hai, kyon hairaan hai ham
    ek dil ke do aramaan hain ham
    o mere sanam, o mere sanam

    mere apane, apana ye milan
    sangam hai ye ganga jamuna ka
    jo sach hai saamane aaya hai
    jo bIt gaya, ek sapana tha
    ye dharati hai insaanon ki
    kuchh aur nahin insaan hain ham
    ek dil ke do aramaan hain ham
    o mere sanam, o mere sanam

    "P"

     bye...bye...

    July 09,2008

    Filed under: , ,
  • 07-06-2008 11:56 PM In reply to

    Re: Re: Songs in Alphabetical Order

    paayoji mainne ram ratan dhan paayo - 2

    Vastu amolik dil mera sataguru - 2
    kripaa kari apnaavo (payo ji maine)

    janam janam ki punji paal - 2
    jag mein sakhovaayo (payo ji maine)

    kharcha na koi chor na lutai - 2
    din din badhat savayo (payo ji maine)

    sat ki naav khevatiya satguru - 2
    bhavsagar taravayo (payo ji maine)

    meera ke prabhu giridhar nagar - 2
    harash harash jas gaayo (payo ji maine)

     

    Vaibhavi
  • 07-07-2008 1:16 AM In reply to

    Re: Re: Songs in Alphabetical Order

     

    qaraar khoya muhabbat mein is zamaane ne
    ye baat sach hi kahi hai kisi deewaane ne
    
    ke jaan chali jaaye jiya nahin jaaye
    jiya jaaye to phir jiya nahin jaaye
    lye ilzaam sar pe liya nahin jaaye
    liya jaaye to phir jiya nahin jaaye
    
    zamaane mein nahin deewaana ham sa
    deewaana nahin ye zamaana ham sa
    ye kya jaane ye kya samajhe ye baatein pyaar ki
    lke pyaar har kisi se kiya nahin jaaye
    kiya jaaye to phir jiya nahin jaaye
    
    na aayi kabhi nind na aaya hai qaraar
    hamaari tauba ham nahin karenge pyaar
    bas laao dil hamaara hamako de do o sanam
    ye dil le ke vaapas diya nahin jaaye
    diya jaaye to phir jiya nahin jaaye
    
    chura ke nazarein na dekho tum ye phool
    suno ye beruki hamein nahin qubul
    ya ham bhale jaayein ya kah do ye bahaar chali jaaye
    lbahaar chali jaaye piya nahin jaaye
    piya jaaye to phir jiya nahin jaaye
    ke jaan chali jaaye

     

Page 36 of 44 (656 items) « First ... < Previous 34 35 36 37 38 Next > ... Last » | RSS
1998 - 2008 BollywoodLyrics.com