Hi,
This is not a new game but same one previously we played as "Simple Antakshari" [ as the caption was confusing many members], hope you will agree with me.[ We can skip song begins with Q and X ]
I will continue with letter "N"
Na Tu Zameen Ke LiyeHai Na Aasman Ke LiyeTera Wajood Hai Tera Wajood HaiAb Daastan Ke Liye
next : O
bye...bye...
July 09,2008
O mere sona re sona re sona re
de dungi jaan juda mat hona re
maine tumhe badi der mein jana
hua kasur khafa mat hona re
next:P
piyaa ayeso jiyaa mein samaay gayo reke main tan man kee sood bood gawaa baithheehar aahat pe samazee wo aay gayo rezat ghooghant mein mukhadaa chhoopaa baithhee
next: Q
Q kisi ko wafaa ke badle,
wafaaa nahi miltee, i know more songs but this is so nice sad song
Next:R
rahe na rahe hum, mahaka karenge ban ke kali, ban ke saba, baagh-e-wafaan men
next: S
Sawli si ek ladki
dhadkan jaise dil ki.....
dekhe jiske vo sapne...
kahi vo main toh nahi...
next: T
Taaron ko mohabbat ambar sePhoolon ko mohabbat shabnam seJaise dil ko mohabbat dilbar seHumein aisi hi mohabbat hai tum seAb tum bhi kaho na kuch hum se
next; U
ude jab jab zulfien teri..kawarion ka dil machle......jind merieeeee
jab aise chikne chere to kaise na nazar fisle... toh kaise na nazar fisle.....jindmerieeeeeeee
next: V
vande .........maataraam....
vnade nataram vande mataram
sujalaam suflaam maataraam vande......maaaaaaaatarum
next:-W
Waqt ne kiya kya haseen sitam Tum rahe na tum ham rahe na ham Waqt ne kiya… Beqaraar dil is tarha mile jis tarha kabhi ham juda na the Tum bhi kho gaye, ham bhi kho gaye Ek raah par chalke do qadam Waqt ne kiya… Jaayenge kaha sujhta nahi chal pade magar raasta nahi Kya talaash hai kuchh pata nahi Bun rahe hain dil khaab dam-ba-dam Waqt ne kiya…
next ; [skip X and go for Y]
Yaar bina chai kaha re.......pyar bina chain khaha re.....sona nahi chandi nahi....yaar toh mila.........aare pyar karle.........
Next: Z
Zindagi ek safar hai suhana Yahan kal kya ho kisne jaana Arey o leiyo leiyo, oleiyo leiyo Oleiyo leiyo, oleiyo leiyo Oleiyo leiyo, oleiyo leiyo Chadh taaron se chalna hai aage Asmaanon se badna hai aage Pichhe reh jayega yeh zamana Yahan kal kya ho kisne jaana Zindagi ek safar hai suhana Yahan kal kya ho kisne jaana Haste gate jahan se guzar Duniya ki tu parvah na kar Muskuraate hue din bitana Yahan kal kya ho kisne jaana Haan zindagi ek safar hai suhana Yahan kal kya ho kisne jaana Maut aani hai ayegi ik din Jaan jaani hai jayegi ik din Aisi baaton se kya ghabrana Yahan kal kya ho kisne jaana Zindagi ek safar hai suhana Yahan kal kya ho kisne jaana Di di di, du du du Oleyo leyo ha haa haa
next : Restart from A
Aa aa.. aa aaja aaja kuchh keh ja kuchh sun ja
Dur durr kyon rehta hai apani raani se raaja aa aaja aaja angdaai yu li hai armaanon ne dil loota iss dil ke mehmaano ne
dil se dil tu na mila aa aankhen tu mila jaa aa aaja aaja kuchh keh ja kuchh sun ja
sapanon ki duniya mein kho jaaungi aa sajanaa warna main so jaaungi
neend se pehle tu aake in aankhon mein samaa ja aa aaja aaja kuchh keh ja kuchh sun ja
bhagavaan teri duniya men insaan nahin hainmasjid bhi hai, mandir bhi hai, imaan nahin hainbhagavaan teri duniya men...... aapas men yahaan phoot hai, dil sab ke juda haindaulat jin ko mil jaae, vahi log khuda hainitana bhi nahin sochate ham, kaun hain kya haininsaan ko insaan ki pahachaan nahin haibhagavaan teri duniya men........tu chaahe to har mauj ko toofaan bana desachcha hai to bigade hue imaan bana dein khaaq ke putalon ko phir insaan banaa devaranaa main samajhungi tu bhagavaan nahin haibhagavaan teri duniya men...........
next: C
Chandan sa badan chanchal chitwan
dhire se teraa ye muskaanaa ,
mujhe dosh naa denaa jag walon ho jaaun
agar mai diwana,
chandan sa badan
NExt :- D