I would appreciate your help with english translation for the lyric am attaching below. The singers are Asha Boshle and Adnan Sami Khan.
Thanks in advanced...
"Zara Dholki"
Male:
Zara dholki bajao goriyo
Mere sang sang gao goriyo
Sharmayo na lagaakey mehndi
Zara taaliyan bajao goriyo
Chorus:Yeh ghari hai milan ki
Aik sajan se sajan ki
Yeh ghari hai milan ki
Aik sajan se sajan kiFemale:
Geet aisa koi gao goriyo
Aisi dholki bajao goriyo
Zara innki bhi chaal dekhlo
Aaj inko bhi nachao goriyo...Chorus ...
Male:
Aisa hoga, naach gaana
Jhoom uthay ga, yeh zamana
Aaj tum bhi, aazmana
Hur adhayay, dil bananaAisa hoga, naach gaana
Jhoom uthay ga, yeh zamana
Aaj tum bhi, aazmana
Hur adhayay, dil bananaFemale:
Zara jaldi se jao goriyo
Koi aaina tho lao goriyo
Innhay naaz hai bohot khud per
Inhey aaina dikhao goriyo...Chorus...
Male:
Kisi bedh ko bulao goriyo
Nafs inki dikhao goriyo
In ko husn per ghuroor hai bohot
Inka bara neechay lao goriyo...Chorus...
Female:
Hum ghalat they hum ney maana
Tum bhi waapus, leylo thaana
Larhnay ka yeh kub hai mauqa
Kya kahay ga yeh zamanaHum ghalat they hum ney maana baba
Tum bhi waapus, leylo thaana
Larhnay ka yeh kub hai mauqa
Kya kahay ga yeh zamanaMale:
Kisi kazi ko bulao goriyo
Abhi faisla karao goriyo
Kahaan milay ko humsa dulha
Inhey dulhan banao goriyoF: Aap kartay hain kaisee baatein
M: Aap kari hain kaisee baatein
F: Aray inhay samjhao goriyo
M: Ab sulha karao goriyo...Chorus...
